Shikwa Nahin Kisi Se Lyrics

 Shikwa Nahin Kisi Se Lyrics

Naseeb Movie Song

Shikwa nahin kisi se, kisi se gila nahin.

Naseeb mein nahin tha jo humako mila nahin.
Shikwa nahin kisi se, kisi se gila nahin.Naseeb mein nahin tha jo humako mila nahin.Naseeb mein nahin tha jo humako mila nahin.

Tu mil saka na hamako, tassalli toh mil gayi.

Aayi bahaar shaakh pe kali bhi khil gayi.
Armaan tha hamako jiska woh gul khila nahin.

Naseeb mein nahin tha jo hamako mila nahin.

Yaadon ki jhilmil aati parchhaaiyon ke din.

Kat te nahin hai tanaha tanhaaiyon ke din.
Hai chaahaton ka dilkash abb silsila nahin.
Hai chaahaton ka dilkash abb silsila nahin.
Naseeb mein nahin tha jo humako mila nahin.
Shikawa nahin kisi se, kisi se gila nahin

Vary Sad Song From Naseeb

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ